-->

Google Adsense policy in hindi- protect Adsense account in hindi

GOOGLE ADSENSE POLICY IN HINDI 


Gyaanhome.com




Friends aaj ke is article me Hum adsense policy Ko hindi Me jane ge ye personally New blogger Ke liye he Or ye unke Liye janna Bahut important he

Kyu Ki New blogger Ko Iski Shi Info Nhi mil pati Or Adsense Rules ko follow Nhi karte Balki uske Opposite Work Karne lag Jate he. And AdSense account block Ho jata he

Friends Google Aapki Her activiti par Nazar Rakhta he Or Aap Uski Policy ke Khilaaf Kaam krenge To Aapka adsense account Block Ho Jayega Or Aapko Again Approval Nhi Mil payega

Google AdSense policy Se Pehle Aapko Kuch Common topic Btata Hu Jise Janna Bahut jaroori he & Google AdSense Policy Change Hoti Rehti He To Aapko New Adsense policies ko Read Karte Rehna Chahiye

#ADSENSE KYA HOTA HE 

AdSense Advertisement Ki Ek Bahut Badi Company He Jo Apke YouTube Channel. Websites. Blog. Par Ads Deti He Or Aapko Uske Badle Paise Deti he . Or Advertise Company Me Se Google AdSense Sabse Famous Company He.

Kyu Ki Ye Sabhi Advertise Companies Me Se Ads Ke Sabse Jyada paise Deti He .Lekin Iske Kuch Rules Bhi Hote He Jinhe Follow Karna Jaroori Hota he Agar Hum ye Rules follow Nhi Krenge To Hamara adsense account Disapporved Ho Jayega. Adsense Ki Full jankari ke liye Aap ye post padhe account kya hota he or isse paise kese kamaye jate he
Aaiyye Ab Me Aapko Google  AdSense Ki Policy Ke Bare me Btata Hu

#Google AdSense policy 

Adsense Rules Ke hisaab Se Aap Apne Blog Par Koi Bhi Aisi Information Ya Koi Aisi Post Nhi Dale Jo Rules Ke Against Ho Agar Aap Aisa Karte He To Aapko Issue Ho Sakta Hai

#FOLLOW THIS RULES 

👉INVALID CLICK 

Adsense User Ko Kabhi Bhi Apne Khud Ke Ads Par Click Nhi Karna Chahiye Aisa Karne se Aapka Account Block Ho Jayega New Blogger Ko Adsense Ki Policy Ke Bare me Pta Nhi Hota Hai . Or  Ve Earning High Karne Ke liye Khud Ke Hi Ads Par Click Kar Detain He Aisa Karna Rules Ke Against He

Kuch New blogger Apni Earning High Karne Ke liye Alag-Alag Mobile & Alag-Alag Computer Or Laptop Se Apni Site Par jakar Ads Par Click Karte He Or Sochte He Earning Jyada  Ho jayegi Lekin Google In Sabhi Click's Ko Jaan Leta He .Or Ye Sabhi Click INVALID Mani Jaati He

OR Kuch blogger Apne Friends ko Site Bta Kar Ads Par Click Karne Ko bolte Ho Aisa Bilkul Nhi Kre Kyuki Ye Bhi INVALID Mani Jaati He

Friends Aap Kabhi Aisa Kaam Nhi KrNa chahiye Jisse INVALID CLICK Mani Jaye. Aisa Karne Se Aapka Account Permanently Disapporved Ho Jayega
Apne Blog Ko Clean Rakhe Clean Rakhne Ke liye Aapko Rules Follow Karne Honge

Google Bahut intelligent he Usko Sab Badi Aasani Se pta Chal Jata he Ke site Par KON Kya Karne Ke liye Aaya He Is liye Aap In Sab Se Door Hi Rhe

 ðŸ‘‰ Kuch Important Step 

1. Aap KIsi visitor Ko ads par Click Karne Ko Nhi Bole Ye policy ke Against He

2. Kai Blogger Ads KI Traf Arrow Laga Dete he Ye Bilkul Galat he Aapko ads Ki taraf Koi Ishaara👈👉 Nhi Dena He .Or Na Hi Ads Ke Pass Koi pic Honi chahiye

3. Aapko site Me kisi Sciript Ya Floating Me Ads  Nhi Lagana chahiye

#DON'T USE DUPLICATE CONTENT 

Agar Aapko Blogging me Aage Badhna He To Aap Content Copy Paste Bilkul Hi Nhi Kre Ye To Aap Bilkul Hi Bhool Jaye Agar Aap Aisa Karte He To Aap Rules ko follow Nhi Kar Rhe hai

Kyu Ki Google Jis Site Par Copy Content Hote He Use Bilkul Bhi Pasand Nhi Karta

Kyu Ki Jis Site Par Copy Content Ho Us site Par Google Ads Dena Policy Rules Ke Khilaaf He Or Aap Khud Ke Hi Blog Par Alag-Alag page Par Mat Repeat Kre

#TRAFFIC SOURCES 

Ye 1 bahut important point He Yha New blogger Galti Kar Dete Hai Ke traffic Pane ke liye Email se Ads code Send Karna. Ya Kisi software Ya Browser se Link ko code ke Page Par Redirect Karna

Aap Code Ko Paid to Click. Program etc. Special traffic Vali Site Pe Nhi Use Kar Sakte Hai

Blog Par Traffic Pure. Organic. OR Real User Se Hi Honi chahiye. Jyada Organic Se Hi Aana chahiye

#Ads Code Nhi Badle 

Ads Unit Code adsense Admin portal Me generate Hone Wala code Hi Site Par Lagaye . Code Ko Modify Bilkul Nhi Kre

New User Ads Ko Customise Kar ke Content Ke Hisaab Se Bna Dete Hai Or Visitors Us Ko Stument Smajh Kar Click Karte Rahte Hai

Ye Dhokha Nhi Chelega Isko Google Bilkul Bhi Pasand Nhi Karta
Agar Aap Code Ko Customise Kare To Extra Kuch Nhi Show HoNa Chahiye


#ABOUT POST 

New blogger ye Galti karte Hai. Paisa Kamane ke liye Unka jyada Focus Hota Hota. Bus Paisa Kamane ke liye Vo Blog Par Kaam karte Hai

Or Ve Site Par Paise Kamane ke liye Koi Bhi Galat Post publish Kar Dete Hai.Vo Nhi jante Ke Aise Content Par Ads Lagana Rules Ke Khilaaf hai

EXAMPLE:-

1. Porn. Mature. Violent. Hacking. In Sabhi Ki Post Publish Nhi Kre Apne Blog Ko Clean Rakhe

2. Bomb. Gun. Abouse. Koi Bhi Aisi Post publish Nhi Kre Jisse Kisi Ko Nuksaan Pahuchata Ho.

3. Google Aise Content Ko Bilkul Bhi like Karta Is liye Aap Is Trah Ke Article Na likhe. Agar Aapke pass Pahle Se Hi Aisi Koi post He To Use delete Kar de. Nhi to Aapka adsense Disapporved Ho Jayega

4.  Gambling Se related Ko bhi post Publish Na kare

#CHILDREN ONLINE PRIVACY PROTECTION 

Aapko ye Dhaayan Rakhna He Ki Aap jis site Par Ads Lagana Chahte he Us Site Par content Baccho Ke liye Safe Hona Chahiye

AT LAST 

Friends Ab Aap Jan Chuke He Ke Google AdSense Use Karne Ke liye Kya Karna he Or Kya Nhi

Aapko ye Article kesa Laga Aap Comment Kar ke Btaye ya Fir Aapka Koi Isse Related Koi Question He To Aap Comment kar ke Pooch Sakte he

Previous
Next Post »

Comments please ConversionConversion EmoticonEmoticon