-->

13 BATEIN JO GOOGLE AAPKE BARE ME JANTA HE

13 BATEIN JO GOOGLE AAPKE BARE ME JANTA HE 
Gyaanhome.com


Friends aaj ke article me me aapko btaunga ke Google aapke Bare me kya Kya janta he
HUM Dialy google ki Website ka use karte He jese. Google search. Google Chrome browser . YouTube android mobile operator etc.

Kya aapko pta He Jab Hum Google ki Site ka use karte He To Google Hmare Bare me bahut si Jankaari Copy kar leta He Or unko Safe Kar leta He jinki Help se Vo Hme New Jankariya Hasil Krata He

JANE GOOGLE HMARE BARE ME KYA KYA JANTA HE 

1. Aapne Google me Ab Tak Kya Kya search kiya
Aapne Google search engine me Ab Tak jo bhi search kiya he vo Sab  Keyword Google Ne safe Rakha hua He To Aapne Google me kya Kya search kiya Janne ke liye Is website Par Dekh Sakte he
https://history.google.com/history/

2. GOOGLE KI SABHI SEVAON PAR AAPKA RECORD 

Aapne Google Ki Jitni Bhi Website Ko Login kar ke Jones Kuch bhi Kiya Google Ne un Sabhi Ka Record Store Kiya Hua He Aap Ye Record janna chahate He to Aap Easly is Site Pe Jakar Apna record Dekh Sakte he
https://myactivity.google.com/myactivity

3. Aapke Dvara Di Gyi Apne Bare me Jankaari 

Aapne Google account create Karte Waqt Ya Bad Me Jo Apne Bare me Google Ko Information Di Hui He Jese. Date of birth mobile number etc. Ye sab Jankari google Ne Store KI Hui He In Sabhi ko Dekhne ke liye Is website Par jakar Dekh Sakte Ho
https://myaccount.google.com/privacy?pli=1#personalinfo

4. APNE KIN KIN MOBILE PHONE LAPTOP YA PC SE GOOGLE SITE PAR LOGIN KIYA 

Aapne Ab Tak Apne Google account ko Jin Device Computer laptop ya Mobile Se Login Kiya He Un Sabhi Device Kingdom Jankari Kese Liye Aap is Website Par jakar Dekh Sakte he OR Is Website Par Aapko ye Bhi Dikhega Ke Aapne last Time Kab Or Kis Device Se Login Kiya tha
https://security.google.com/settings/security/activity

5. CHROME BROWSER PE AAPNE JINTNE BHI PASSWORD SAVE KIYE 

Aapne Kbhi Kisi Computer ya Android Mobile  Se kisi Bhi Website Par login Hote Time Apna Username Or Password Chrome browser Me Save Kiya He Iski Jankaari Ke liye Aap Is Website Par Dekh Sakte he
https://passwords.google.com/

6. KIN KIN WEBSITES KO GOOGLE ACCOUNT NE USE KARNE KI PERMISSION DI HUI HE 

Hum Bahut Si website Par Google ki help se Login karte He To Us time Us website se Hum Apne Google account se Related Sabhi information ko Share Kar Dete Hai Inko Dekh Ne ke liye Aap Is Website Par jakar Dekh Sakte Hai


https://myaccount.google.com/security#connectedapps

7. AAP KIN KIN PLACE PAR GYE HE 

Jab Hum  Khi travel Kar Rhe hote he Or Google map ki Help se koi Place Search Karte He Or To  Vo Sab Aapki history location Google Save kar leta He Agar aap Apni ye History janna chahate He to Aap Easly is Site Pe Jakar Dekh Sakte Hai

https://www.google.com/maps/timeline

8. AAPNE GOOGLE KI KIN KIN SEVA KA USE KIYA OR UNKI SABHI INFORMATION 

Aapne Google Ki web se kon kon si Sevao ka use kiya or Kar Rhe hai Or  UNKI Sabhi Jankaari Aapko is Website Par jake Dekh Sakte he And Unko Change Bhi kar sakte he

https://www.google.com/settings/dashboard

9. AAPNE OK GOOGLE OR VOICE COMMAND ME KYA KYA BOL KAR SEARCH KIYA 

Aapne Google voice search Me kya Kya bola Un Sabhi Recording Aap Easly is Website Par jakar Sun Sakte Ho

https://history.google.com/history/audio

10. YOUTUBE PAR KYA KYA SEARCH KIYA 

Abhi Tak Aapne YouTube par Jones bhi search kiya Unko Google Ne Save Kiya Hua He To Aapne YouTube par kya Kya search kiya Janne ke liye Is website Par jakar Dekh Sakte he

https://history.google.com/history/youtube/search


11. AAPNE YOUTUBE PAR KON KON SI VIDEOS DEKHI 

Kya aap Jante he Aapne Ab Tak jintni bhi YouTube par video dekhi he Unko Google Ne Save Kiya Hua He Agaric aap History janna chahate He to Aap Easly is Website Par jakar Dekh Sakte he

https://history.google.com/history/youtube/watch

12. AAPNE ABHI TAK GOOGLE KA KINTA STORAGE USE KIYA 

KYA Aapka Place he Jab Aap Gmail account Google photo Google Drive etc. Google ke feature karte user Karte he to Aapko 15 GB Memory Space Free me Milta he Aap Dekhna chahate he ki Aapka kitna memory Space Abhi Tak Bacha hua He To Aap Easly is Website Par jakar Dekh Sakte he

https://myaccount.google.com/preferences#storage

13. AAPKO KIN KIN TOPIC PE INTRESST HE 

Google Aapka Intereste Dekh kar aapko Usi Se related Information Deta he Is liye Vo Aapka Intereste JANTA he Or aapko Shi Info Send karta he Agar Aapko janna he Google Ne Aapki Interest Ko KIN KIN TOPIC me Save Kiya He to Aap Easly is Website Par Dekh Sakte he

https://www.google.com/settings/ads/authenticated



Previous
Next Post »

Comments please ConversionConversion EmoticonEmoticon